SEARCH RESULTS
Showing search results for "billor"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "billor"
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHadsha
ye narm narm se haatho.n kaa garm garm saa lams
gudaaz jism pe billor kii taho.n kaa samaa.n
Mohsin Naqvi
Nazm
taj-mahal
gul-dasta-e-ra.ngii.n kaf-e-saahil pe dharaa hai
billor kaa saaGar hai ki sahbaa se bharaa hai
Mahshar Badayuni
Ghazal
billor kii chamke.n hai.n na almaas kii jhamke.n
us gore se siine kii safaa aur hii kuchh hai
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "billor"
MORE MATCHES FOR "billor"
Ghazal
saaqii se kah ki hai shab-e-mahtaab jalva-gar
de basma-posh ho ke tuu saaGar bilor kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
pusht gul-barg shikam siim kamar taar-e-nigaah
saan-e-billor gulaavaT me.n har ik raan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
rakhvaa.e jhaa.D us ne nihaalo.n ke saamne
qalme.n lagii.n bilor kii Daalo.n ke saamne
Muneer Shikohabadi
Ghazal
dekhaa jo nahaane me.n vo goraa badan us kaa
billor kii chaukii pe jhalak nuur kii suujhii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ras-bhare honT
jaise billor kii suraahii me.n
baada-e-aatishii.n-nafs chhalke