SEARCH RESULTS
Showing search results for "billor"
Nazm MATCHES FOR "billor"
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHadsha
ye narm narm se haatho.n kaa garm garm saa lams
gudaaz jism pe billor kii taho.n kaa samaa.n
Mohsin Naqvi
Nazm
taj-mahal
gul-dasta-e-ra.ngii.n kaf-e-saahil pe dharaa hai
billor kaa saaGar hai ki sahbaa se bharaa hai
Mahshar Badayuni
Nazm
ras-bhare honT
jaise billor kii suraahii me.n
baada-e-aatishii.n-nafs chhalke
Mohammad Deen Taseer
Nazm
bint-e-himala
aah! ga.ngaa ye hasii.n paikar-e-billor tiraa
terii har mauj-e-ravaa.n jalva-e-maGruur tiraa
Parvez Shahidi
Nazm
pahli barf-bari
marmarii.n barf ke billor badan par barse.n
jhuumte pe.Do.n kii baaho.n me.n mahakte jho.nke
Zuhoor Nazar
Nazm
subh se sham tak
ek shoKHii-bharii doshiiza-e-billor-jamaal
jis ke ho.nTo.n pe hai kaliyo.n ke tabassum kaa nikhaar
Zia Jalandhari
Nazm
bataKHen
aisii safed-o-KHushnumaa jaise khilaune barf ke
yaa taKHta-e-billor par raushan hai.n momii qumqume
Ujagar Warsi
Nazm
ganga ke kinare
ye us kii chamak motii kii la.Dii
ye us kii fazaa billor-numaa