SEARCH RESULTS
Showing search results for "burish"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "burish"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vo apnii burrish-e-teG-e-nazar ko dekhte hai.n
ham un ko dekhte hai.n aur jigar ko dekhte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
subuut-e-mohkamii-e-jaa.n thii jis kii burrish-naaz
usii kii teG se rishta rag-e-guluu kaa bhii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
teG-e-aahan se sivaa hai burish-e-teG-e-zabaa.n
haq ko baatil se karegii tirii taqriir judaa
Imam Bakhsh Nasikh
PAGE MATCHES FOR "burish"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "burish"
Ghazal
burrish-e-teG-e-adaa-e-dost kaa ehsaas hai
ab rahiin-e-minnat-e-tiir-e-qazaa ko.ii nahii.n
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
vo pesh-e-burrish-e-shamshiir bhii gavaahii me.n
kaf-e-buland me.n ik shaaKH-e-yaasmii.n laayaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
labo.n se kaam burish kaa liyaa gayaa hogaa
ki a.ng a.ng tiraa mehr-taab kaise hu.aa
Muneer Saifi
Ghazal
chehre pe gard-e-umr-e-ravaa.n kaa zuhuur hai
baa.nho.n ke baale boso.n kii baarish kahaa.n hai ab
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
tum roGan-e-KHuu.n burrish-e-shamshiir se bhar kar
jo chaaho mire jism se tasviir nikaalo
Saleem Shahid
Ghazal
haa.e vo ik nashtar-aagii.n neshtar-afroz yaad
jis ke aage hech apnii burrish-e-infaas bhii
Akhtar Ansari
Ghazal
burrish-e-teG bhii hai phuul kii mahkaar bhii hai
vo KHamoshii ki jo sad maujib-e-iz.haar bhii hai
Akhtar Ziai
Ghazal
naala-e-niim-shabii ko hai mirii ye taakiid
kaaT me.n burrish-e-shamshiir se aage ba.Dh jaa