SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaav"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chaav"
Nazm
kangan
kaash mai.n tere hasii.n haath kaa ka.ngan hotaa
tuu ba.De pyaar se chaav se ba.De maan ke saath
Wasi Shah
Nazm
munajat-e-bewa
chaav ke aur KHushiyo.n ke samay sab
aate hai.n KHush kal jaan ko ho jab
Altaf Hussain Hali
PAGE MATCHES FOR "chaav"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chaav"
Nazm
holi
ab is mahiine me.n pahu.nchii hai yaa.n talak ye chaal
falak kaa jaama pahan surKHii-e-shafaq se laal
Nazeer Akbarabadi
Mazahiya
aayaa huu.n jo dubai se to ye chaav hai.n mere
saalii mire piichhe hai to saalaa mire aage
Rauf Raheem
Ghazal
likkhaa thaa ba.De chaav se jis naam ko dil par
vo naam miTaane me.n zaraa vaqt lagegaa
Sughra Sadaf
Ghazal
'aashiq kahe.n jo hoge to jaanoge qadr-e-'miir'
ab to kisii ke chaahne kaa tum ko chaav hai
Meer Taqi Meer
Sher
us kii tasviir me.n KHuu.n-rezii ke sab chaav nikaal
ai musavvir mirii gardan pe ka.ii ghaav nikaal
Ishrat Bareilvi
Ghazal
hujuum-e-aah hai aa.nkho.n se ashk Dhalte hai.n
bhare hai.n chaav jo dil me.n so yuu.n nikalte hai.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
udaas raat ke aa.ngan me.n dard kii devii
ba.De hii chaav se zulfe.n sa.nvaare shaam ke baad
Faheem Jogapuri
Nazm
guDDe guDiya ka byah
shakiila ba.De chaav se chal ke aa.ii
vo guDDe kii ma.ngnii kaa paiGaam laa.ii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Ghazal
Abid Hashri
Ghazal
dastaras vaa.n zaraa nahii.n aur haa.e
dil me.n kyaa kyaa hamaare chaav nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Nazm
meri nani achchhi nani
kis-kis chaav se mujhe khilaatii kyaa-kyaa naaz uThaatii thii
Ataur Rahman Tariq
Ghazal
dekhne kaa chaav ye ainak utartii hii nahii.n
dekho tum apnii taraf ai mehrbaa.n tum ho kahaa.n
Raza Azimabadi
Ghazal
saaqiyaa kis ko havas hai ki piyo aur pilaa.o
ab vo dil hii na rahaa aur uma.nge.n na vo chaav

