SEARCH RESULTS
Showing search results for "chang"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chang"
Nazm
saqi-nama
chamak us kii bijlii me.n taare me.n hai
ye chaa.ndii me.n sone me.n paare me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
luft-e-KHiram-e-saaqii o zauq-e-sadaa-e-chang
ye jannat-e-nigaah vo firdaus-e-gosh hai
Mirza Ghalib
Nazm
masjid-e-qurtuba
ra.ng ho yaa KHisht o sang cha.ng ho yaa harf o saut
mojaza-e-fan kii hai KHuun-e-jigar se numuud
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "chang"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chang"
Nazm
nau-jawan se
sadaa-e-tiisha-e-mazduur hai tiraa naGma
tuu sa.ng-o-KHisht se cha.ng-o-rubaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
na mai na sher na saaqii na shor-e-cha.ng-o-rabaab
sukuut-e-koh o lab-e-juu va laala-e-KHud-ruu
Allama Iqbal
Ghazal
jahaan-e-saut-o-sadaa me.n samaa nahii.n saktii
latiifa-e-azalii hai fuGaan-e-cha.ng-o-rabaab
Allama Iqbal
Ghazal
yahii aaho.n ke taaro.n me.n sadaa hai
ki baar-e-Gam sii.n KHam jyuu.n cha.ng ho jaa













