SEARCH RESULTS
Showing search results for "chang"
Nazm MATCHES FOR "chang"
Nazm
saqi-nama
chamak us kii bijlii me.n taare me.n hai
ye chaa.ndii me.n sone me.n paare me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
ra.ng ho yaa KHisht o sang cha.ng ho yaa harf o saut
mojaza-e-fan kii hai KHuun-e-jigar se numuud
Allama Iqbal
Nazm
nau-jawan se
sadaa-e-tiisha-e-mazduur hai tiraa naGma
tuu sa.ng-o-KHisht se cha.ng-o-rubaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aurat
barbat o cha.ng o suruud o arGanuu.n ke zer-o-bam
dil-kashii pardo.n kii aavaazo.n ke jaaduu taal sam
Shaad Aarfi
Nazm
baadal
mere liye hai un kii garaj me.n suruud-o-cha.ng
paiGaam-e-imbisaat hai mujh ko sadaa-e-abr
Noon Meem Rashid
Nazm
holi
aaj piitam aa.e.nge aa.egaa mere ghar me.n nuur
chhi.D rahii hai raagnii man kii rabaab-o-cha.ng se
Maikash Akbarabadi
Nazm
meri holi
ruuh kii aavaaz ham aa.e.nge saaz-o-cha.ng ho
jo pa.De insaa.n pe vo insaaniyat kaa rang ho
Seemab Akbarabadi
Nazm
mini-bus ka safar
purza har ek maz.har-e-cha.ng-o-raubaab thaa
is bus kaa ittifaaq se bho.npuu KHaraab thaa
Khalid Irfan
Nazm
barsat
chashme ubal rahe hai.n nahre.n shabaab par hai.n
naGmaat-e-naujavaanii cha.ng-o-rubaab par hai.n