SEARCH RESULTS
Showing search results for "chang"
Ghazal MATCHES FOR "chang"
Ghazal
luft-e-KHiram-e-saaqii o zauq-e-sadaa-e-chang
ye jannat-e-nigaah vo firdaus-e-gosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
cha.ng o nai rang pe the apne lahuu ke dam se
dil ne lai badlii to maddham hu.aa har saaz kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jaa.n kyuu.n nikalne lagtii hai tan se dam-e-samaa
gar vo sadaa samaa.ii hai cha.ng o rabaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
na mai na sher na saaqii na shor-e-cha.ng-o-rabaab
sukuut-e-koh o lab-e-juu va laala-e-KHud-ruu
Allama Iqbal
Ghazal
jahaan-e-saut-o-sadaa me.n samaa nahii.n saktii
latiifa-e-azalii hai fuGaan-e-cha.ng-o-rabaab
Allama Iqbal
Ghazal
yahii aaho.n ke taaro.n me.n sadaa hai
ki baar-e-Gam sii.n KHam jyuu.n cha.ng ho jaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ajiib haal hai yaaro.n kii be-hisii kaa 'zafar'
sukuut-e-marg kaa aalam rabaab-o-chang kii baat
Zafar Naseemi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
girya-e-niim-shab o aah-e-sahar-gaahii ko
cha.ng o barbat pe nachaate hu.e turkaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
mutrib aa kar jo kare cha.ng-navaazii to tum
pairahan masto.n kii taqliid se in.aam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo lutf us kii nuqra.ii aavaaz me.n milaa
is cha.ng aur rabaab me.n ab kyaa hai kuchh nahii.n