SEARCH RESULTS
Showing search results for "charaaG-e-dair"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "charaaG-e-dair"
Sher
Waliullah Muhib
Ghazal
laad na us ke husn kaa itnaa bojh 'charaaG'
aa jaa.egii moch Gazal ke shaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
'Gaalib' hayaat hote to karte ye e'tiraaf
daur-e-'charaaG' me.n hai Gazal kaa class aur
Charagh Sharma
BOOKS MATCHES FOR "charaaG-e-dair"
MORE MATCHES FOR "charaaG-e-dair"
Ghazal
mai-kade ke muKHtalif aadaab hote hai.n 'charaaG'
jo yahaa.n par saahab-e-kirdaar hai be-kaar hai
Charagh Sharma
Ghazal
gul charaaG-e-dair hai KHaamosh hai sham-e-haram
saaqiyaa raushan hai tere dam se mai-KHaana abhii
Gyan Chand Mansoor
Ghazal
charaaG-e-dair-o-haram jal ga.e magar ab bhii
jidhar nigaah uThaa.o udhar a.ndheraa hai
Fazl Lakhnavi
Ghazal
har ek samt se ik aaftaab ubhregaa
charaaG-e-dair-o-haram to bujhaa ke dekh zaraa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ab balaa se ho charaaG-e-dair yaa sham-e-haram
qasd jal kar KHaak ho jaane kaa parvaane me.n hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
kahii.n shikam ke taqaaze nazar nahii.n aate
charaaG-e-dair-o-haram kii ziyaa bhii KHuub rahii
Qateel Shifai
Sher
niklaa na daaG-e-dil se hamaaraa to ko.ii kaam
na vo charaaG-e-dair na sham-e-haram hu.aa