SEARCH RESULTS
Showing search results for "charaaG-e-dair"
Ghazal MATCHES FOR "charaaG-e-dair"
Ghazal
laad na us ke husn kaa itnaa bojh 'charaaG'
aa jaa.egii moch Gazal ke shaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
'Gaalib' hayaat hote to karte ye e'tiraaf
daur-e-'charaaG' me.n hai Gazal kaa class aur
Charagh Sharma
Ghazal
mai-kade ke muKHtalif aadaab hote hai.n 'charaaG'
jo yahaa.n par saahab-e-kirdaar hai be-kaar hai
Charagh Sharma
Ghazal
gul charaaG-e-dair hai KHaamosh hai sham-e-haram
saaqiyaa raushan hai tere dam se mai-KHaana abhii
Gyan Chand Mansoor
Ghazal
charaaG-e-dair-o-haram jal ga.e magar ab bhii
jidhar nigaah uThaa.o udhar a.ndheraa hai
Fazl Lakhnavi
Ghazal
har ek samt se ik aaftaab ubhregaa
charaaG-e-dair-o-haram to bujhaa ke dekh zaraa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ab balaa se ho charaaG-e-dair yaa sham-e-haram
qasd jal kar KHaak ho jaane kaa parvaane me.n hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
kahii.n shikam ke taqaaze nazar nahii.n aate
charaaG-e-dair-o-haram kii ziyaa bhii KHuub rahii
Qateel Shifai
Ghazal
charaaG-e-dair-o-haram se to raushnii na hu.ii
hamaare dil kii tarah terii anjuman kii tarah
Rifat Al-Husaini
Ghazal
dil-o-nazar kaa a.ndheraa kisii tarah na gayaa
charaaG-e-dair-o-haram jagmagaa.e hai.n kyaa kyaa
Sami Sultanpuri
Ghazal
mirii navaa se hai raushan charaaG-e-dair-o-haram
abad kaa soz huu.n mai.n saaz-e-ibtidaa huu.n mai.n
Khalish Rifai
Ghazal
vaabastgaan-e-dair-o-haram dekhte rahe
aur gul charaaG-e-dair-o-haram kar diye ga.e