SEARCH RESULTS
Showing search results for "chiikh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chiikh"
Ghazal
siina dahak rahaa ho to kyaa chup rahe ko.ii
kyuu.n chiiKH chiiKH kar na galaa chhiil le ko.ii
Jaun Eliya
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
log aurat kii har ik chiiKH ko naGma samjhe
vo qabiilo.n kaa zamaana ho ki shahro.n kaa rivaaj
Sahir Ludhianvi
Ghazal
pahle to mai.n chiiKH ke royaa aur phir ha.nsne lagaa
baadal garjaa bijlii chamkii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
vo chiiKH ubhrii ba.Dii der guu.njii Duub ga.ii
har ek suntaa thaa lekin ko.ii hilaa bhii nahii.n
Javed Akhtar
Ghazal
ik tez tiir thaa ki lagaa aur nikal gayaa
maarii jo chiiKH rail ne jangal dahal gayaa
Muneer Niyazi
PAGE MATCHES FOR "chiikh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chiikh"
Ghazal
Duubtii naav me.n sab chiiKH rahe hai.n 'taabish'
aur mujhe fikr Gazal merii mukammal ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
galaa suraahii navaa giit soz aah asar
tara.ng chiiKH tarannum taraana sur kii la.Dii
Shahzad Qais
Ghazal
aaj meraa saath do vaise mujhe ma.aluum hai
pattharo.n me.n chiiKH hargiz kaargar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
ye chiiKH uThe dil se na hulquum se nikle
urdu kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
na jaane KHalq-e-KHudaa kaun se azaab me.n hai
havaa.e.n chiiKH pa.Dii.n iltijaa ke lahje me.n
Iftikhar Arif
Ghazal
KHaamushii kab chiiKH ban jaa.e kise maaluum hai
zulm kar lo jab talak ye be-zabaanii aur hai
Munawwar Rana
Ghazal
kis qadar TuuT ke barse hai.n ye baadal Gam ke
aasmaa.n chiiKH uThaa hai tire jaane ke baad