SEARCH RESULTS
Showing search results for "daraazii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daraazii"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhii vafaa-e-fursat-e-ranj-o-nashaat-e-dahr
KHamyaaza yak-daraazi-e-umr-e-KHumaar thaa
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "daraazii"
Ghazal
ye raat yuu.n hii to dushman nahii.n hamaarii ki ham
daraazi-e-shab-e-Gam ke sabab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Sher
Altaf Hussain Hali
Ghazal
gilaa nahii.n hai hame.n apnii jaa.n-gudaazii kaa
jigar pe zaKHm hai us kii zabaa.n-daraazii kaa
Meer Taqi Meer
Sher
kahtii hai ai 'riyaaz' daraazii ye riish kii
TaTTii kii aa.D me.n hai mazaa kuchh shikaar kaa
Riyaz Khairabadi
Nazm
chyunTi-bhar aaTa
logo.n ne ii.nTo.n ke makaan banaanaa chho.D diye
aa.nkho.n kii zabaan-daraazii rang laa.ii
Sara Shagufta
Ghazal
achchhii ye tasavvur kii nahii.n dast-daraazii
a.ngiyaa kahii.n is but kii masak jaa.e to kyaa ho
Shauq Bahraichi
Ghazal
vaqt baptisma kare aab-e-sitaara se use
dast-e-duniyaa kii daraazii se nikaltii hu.ii shaam