SEARCH RESULTS
Showing search results for "daraazii"
Ghazal MATCHES FOR "daraazii"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhii vafaa-e-fursat-e-ranj-o-nashaat-e-dahr
KHamyaaza yak-daraazi-e-umr-e-KHumaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aasaan-e-haqiiqii hai na kuchh sahl-e-majaazii
ma.aluum hu.ii raah-e-mohabbat kii daraazii
Hasrat Mohani
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
ye raat yuu.n hii to dushman nahii.n hamaarii ki ham
daraazi-e-shab-e-Gam ke sabab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
gilaa nahii.n hai hame.n apnii jaa.n-gudaazii kaa
jigar pe zaKHm hai us kii zabaa.n-daraazii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
achchhii ye tasavvur kii nahii.n dast-daraazii
a.ngiyaa kahii.n is but kii masak jaa.e to kyaa ho
Shauq Bahraichi
Ghazal
vaqt baptisma kare aab-e-sitaara se use
dast-e-duniyaa kii daraazii se nikaltii hu.ii shaam
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
ka.abe me.n bhii vahshat kii rahii dast-daraazii
sad-chaak kiyaa jaama-e-ehraam hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
gul tujhe dekh ke gulshan me.n kahe.n umr daraaz
shaaKH ke badle vahii.n dast-e-du.aa paidaa ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
ai shoKH terii dast-daraazii se nashshe me.n
garduu.n tak aaftaab kii pag.Dii uchhal ga.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
niiche kahii.n badan me.n miTii KHvaahisho.n ke KHvaab
uupar daraazii-e-Gam-e-dauraa.n kii KHaak hai
Nasir Shahzad
Ghazal
aa.e.n ham dast-daraazii pe to maiKHaane se
silsila anjuman-e-sarv-o-saman tak pahu.nche
Sirajuddin Zafar
Ghazal
shab-e-hijraa.n kii daraazii se pareshaan na thaa
ye tirii zulf-e-rasaa hai mujhe maa'luum na thaa
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
terii ai vahshat-e-dil dast-daraazii na ga.ii
ba.ad-e-murdan bhii kafan me.n na ko.ii taar rahaa