SEARCH RESULTS
Showing search results for "dashne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dashne"
Ghazal
dashne ne kabhii mu.nh na lagaayaa ho jigar ko
KHanjar ne kabhii baat na puuchhii ho guluu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
naale se na kyuu.n dard-e-jigar aur bhii ba.Dhtaa
dashne se sivaa zaKHm ke haasil nahii.n hotaa
Abdul Hadi Wafa
PAGE MATCHES FOR "dashne"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dashne"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chaahe hai phir kisii ko muqaabil me.n aarzuu
surme se tez dashna-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazir
baanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Sher
uTho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke liye
ki nii.nd shart nahii.n KHvaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
detaa huu.n tum ko KHushki-e-mizhgaa.n kii mai.n du.aa
matlab ye hai ki daaman-e-pur-nam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n ai jaan-e-jahaa.n larzaa.n hai.n
terii aavaaz ke saa.e tire ho.nTo.n ke saraab
Faiz Ahmad Faiz
Sher
har ek raat ko mahtaab dekhne ke liye
mai.n jaagtaa huu.n tiraa KHvaab dekhne ke liye

