SEARCH RESULTS
Showing search results for "dastgaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dastgaah"
Ghazal
shauq hai saamaa.n-taraaz-e-naazish-e-arbaab-e-ajz
zarra sahraa-dast-gaah o qatra dariyaa-aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dast-gaah-e-diida-e-KHuu.n-baar-e-majnuu.n dekhnaa
yak-bayaabaa.n jalva-e-gul farsh-e-paa-andaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hai dast-gaah apnii sab shai me.n kaar-farmaa
gar fasd hai.n to ham hai.n fassaad hai.n to ham hai.n
Shah Aasim
Ghazal
paayaa buland kyuu.n na hamaaraa ho ai 'jaliil'
paayaa hai faiz amiir-e-suKHan dastgaah se
Jaleel Manikpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dastgaah"
Ghazal
ho kyuu.n na us ko faqr kii baato.n me.n dast-gaah
hai baalakaa 'naziir' puraatam faqiir kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
thii dast-gaah bayaa.n par magar kamaal-e-hunar
Gam-e-hayaat ke qisso.n ko Taalne me.n gayaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
banaa ke qasr-e-vafaa sher bolaa haidar kaa
kaTaa ke haath bhii ham dast-gaah rakhte hai.n
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
charaaG jalte rahe.nge havaa baGaur ye sun
hunar pe tujh ko abhii dastgaah tho.Dii hai
Mohsin Shakeel
Kulliyat
kis kis tarah se haath nachaataa hai va.az me.n
dekhaa jo shaiKH-e-shahr ajab dastgaah hai
Meer Taqi Meer
Kulliyat
sab KHuubiyaa.n hai.n shaiKH-e-mashiiKHat-panaah me.n
par ek hiila-saazii hai us dast-gaah me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
maal-o-manaal dast-gah-e-haadsaat kaa
rahte hai.n gar bahaal to ausaan hii kaa hai



