SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "deewan"
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
zamaana vaardaat-e-qalb sun.ne ko tarastaa hai
isii se to sar aa.nkho.n par miraa diivaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
daraKHt-e-zard
diivaan sayyad-'haamid' ke pote
allaama sayyad-shafiiq-'hasan'-eliyaa ke pote
Jaun Eliya
PAGE MATCHES FOR "deewan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "deewan"
Ghazal
shelf me.n rakkhii hu.ii apnii kitaabo.n me.n se
ko.ii diivaan uThaa.oge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
rash.ha-e-shabnam bahaar-e-gul faroG-e-mehr-o-maah
vaah kyaa ash.aar hai.n diivaan-e-fitrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
yaa to mujh se vo chhu.Daa degaa Gazal-go.ii 'zafar'
yaa kisii din saahib-e-diivaan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
Nida Fazli
Sher
mujh ko shaa.er na kaho 'miir' ki saahab mai.n ne
dard o Gam kitne kiye jam.a to diivaan kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meeraji
Ghazal
apne diivaan ko galiyo.n me.n liye phirtaa huu.n
hai ko.ii jo hunar-e-zaKHm-numaa.ii le le