SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhundlaa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dhundlaa.e"
Ghazal
sirf dhu.ndlaa.e sitaaro.n kii chamak dekhii hai
kab hu.aa kaun hu.aa kis se KHafaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Nazm
makan
jahaa.n dhundlii fazaa.o.n kaa chalan hai
KHasta saa ek makaa.n mujh ko viraasat me.n milaa hai
Gulzar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dhundlaa.e"
Ghazal
dhundlaa.e KHad-o-KHaal gar us ke to ajab kyaa
dekhe hu.e yuu.n bhii use yug biit gayaa thaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
zar-taabii-e-afkaar to pahle hii se hai maa.nd
alfaaz kaa aa.iina bhii dhu.ndlaa.e to kyaa ho
Anwar Minai
Ghazal
Shabnam Shakeel
Nazm
dasht-e-adam ka sannaTa
saa.e larzaa.n hai.n
kuchh dhundlaa.e manzar armaano.n kii jaaduu-nagrii se
Akbar Hyderabadi
Ghazal
gahnaa.e hu.e chaa.nd aur dhundlaa.e hu.e suuraj
furqat me.n in aa.nkho.n ne kyaa shaam-o-sahar dekhe
Rahi Shahabi
Ghazal
duur tak us ko bichha.Dte hu.e ham dekh sake.n
rok lo aa.nsuu ki dhundlaa.e na manzar saahab
Zameer Kazmi
Ghazal
shahr-e-KHuubaa.n se jo ham ab bhii guzar aate hai.n
kitne dhundlaa.e hu.e naqsh ubhar aate hai.n