SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhundlaa.e"
Nazm MATCHES FOR "dhundlaa.e"
Nazm
makan
jahaa.n dhundlii fazaa.o.n kaa chalan hai
KHasta saa ek makaa.n mujh ko viraasat me.n milaa hai
Gulzar
Nazm
dhund
phiikii phiikii ho kar phail ga.ii dhuul banii
apnaa gaa.nv, gorii ke paa.nv tak dhundlaa.e
Iftikhar Jalib
Nazm
dasht-e-adam ka sannaTa
saa.e larzaa.n hai.n
kuchh dhundlaa.e manzar armaano.n kii jaaduu-nagrii se
Akbar Hyderabadi
Nazm
waqt
vaqt maazii pe pa.Dii gard kii ik chaadar hai
kis qadar naqsh isii gard se dhu.ndlaa.e hai.n
Seemin Barlas
Nazm
jawab-e-shikwa
ko.ii qaabil ho to ham shaan-e-ka.ii dete hai.n
Dhuu.nDne vaalo.n ko duniyaa bhii na.ii dete hai.n
Allama Iqbal
Nazm
tanhai
so ga.ii raasta tak tak ke har ik raahguzaar
ajnabii KHaak ne dhundlaa diye qadmo.n ke suraaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
us ne har samt mujhe aan ke Dhuu.nDaa hogaa
naam bhuule se jo meraa kahii.n aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
ek aarzu
shorish se bhaagtaa huu.n dil Dhuu.nDtaa hai meraa
aisaa sukuut jis par taqriir bhii fidaa ho
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri mulaqat
mai.n KHud na jinhe.n pahchaan sakuu.n
kuchh itne dhu.ndle saa.e hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHizr-e-rah
aane vaale daur kii dhundlii sii ik tasviir dekh
aazmuuda fitna hai ik aur bhii garduu.n ke paas
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
ra.ng-e-rukHsaar pe halkaa saa vo Gaaze kaa Gubaar
sandalii haath pe dhu.ndlii sii hinaa kii tahriir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ghaalib
ek bakrii ke mimyaane kii aavaaz
aur dhundlaa.ii hu.ii shaam ke be-nuur a.ndhere saa.e