SEARCH RESULTS
Showing search results for "diivaar-e-anaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "diivaar-e-anaa"
Ghazal
sab kaa chehra pas-e-diivaar-e-anaa rahtaa hai
aa.ine se yahaa.n har shaKHs KHafaa rahtaa hai
Sultan Akhtar
Ghazal
ai 'anaa' merii tabii.at me.n hai shoKHii lekin
dil-shikan ko.ii sharaarat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Translated Poetry
Anna Akhmatova
PAGE MATCHES FOR "diivaar-e-anaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "diivaar-e-anaa"
Ghazal
ai 'anaa' kis par bhalaa kiije yaqii.n
bik ga.e Gam-KHvaar ab aa.egaa kaun
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
ai 'anaa' tum mat giraanaa apne hii kirdaar ko
un ko kahne do ki KHud-daarii kahaa.n aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
shab ne ra.ngat ke liye hii maah-o-aKHtar ko 'anaa'
dekhiye Taa.nkaa hai kaise apnii is poshaak me.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
mai.n ne kahaa hare hii rahe.n umr bhar 'anaa'
kahne lage the jhaT se hii aamiin zaKHm-e-dil
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
aaj bhii baiThaa huu.n gum-sum pas-e-diivaar-e-anaa
mujh se lipTaa hai tirii yaad kaa jaltaa saaya
Sajjad Baluch
Ghazal
ulfat me.n ko.ii baat chhupaa.ii nahii.n jaatii
diivaar-e-anaa biich me.n laa.ii nahii.n jaatii