SEARCH RESULTS
Showing search results for "fagan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fagan"
Marsiya
partav-fagan hu.aa jo ruKH-e-qibla-e-anaam
mash.huur ho ga.ii vo zamii.n arsh-ehtishaam
Meer Anees
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
ye kaun jalva-fagan hai mirii nigaaho.n me.n
qadam qadam pe barastaa hai nuur raaho.n me.n
Jahangeer Nayab
Ghazal
har suu sar-e-tasliim rakhe said-e-haram hai.n
vo said-fagan teG-ba-kaf taa kidhar aave
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fagan"
Nazm
lucknow
tole hu.e hai teG-o-sinaa.n husn-e-be-naqaab
naavak-fagan hai jalva-e-pinhaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
hai na.ng-e-siinaa dil agar aatish-kada na ho
hai aar-e-dil nafas agar aazar-fishaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
puuchho to udhar tiir-fagan kaun hai yaaro
sau.npaa thaa jise kaam nigahbaanii-e-dil kaa
Faiz Ahmad Faiz
Naat
dil un kaa hai is dil me.n vahii jalva-fagan hai.n
ab un ke alaava ba-KHudaa ko.ii nahii.n hai
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aa ga.ii fasl-e-junuu.n kuchh to karo diivaano
abr sahraa kii taraf saaya-fagan jaate hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
jo ye nishaana u.Daa do to samjhe.n tiir-fagan
bahut hai naavak-e-mizhgaa.n se faasla dil kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Nazm
tez chalo
KHizaa.n kii shaam kahaa.n tak rahegii saaya-fagan
bahut qariib hai sub.h-e-bahaar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
tel ke saudagar
ka.ii din se rahzan hai.n KHema-fagan
tel ke buu.Dhe sauda-garo.n ke libaade pahan kar
Noon Meem Rashid
Ghazal
mehraab-e-kaaba jab se hai teraa KHam-e-kamaa.n
said-e-haram samajhte hai.n naavak-fagan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
maa.il-e-sajda Gulaamii bhuul jaa KHuu-e-salaamii
aaj vo baadal kahaa.n saaya-fagan jo kal rahe hai.n
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
siro.n pe saaya-fagan abr-e-aarzuu na sahii
hamaare paas saraabo.n kaa saa.ebaan to hai














