SEARCH RESULTS
Showing search results for "fazaa.o.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fazaa.o.n"
Ghazal
andar kii fazaa.o.n ke karishme bhii ajab hai.n
me.nh TuuT ke barse bhii to baadal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
mahruum fazaa.o.n me.n maayuus nazaaro.n me.n
tum 'azm' nahii.n Thahre mai.n kaise Thahar jaataa
Azm Bahzad
Geet
kitne jalve fazaa.o.n me.n bikhre magar
mai.n ne ab tak kisii ko pukaaraa nahii.n
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "fazaa.o.n"
Tags
Fazaa
Fazaa Shayari
MORE MATCHES FOR "fazaa.o.n"
Ghazal
aisii dahshat thii fazaa.o.n me.n khule paanii kii
aa.nkh jhapkii bhii nahii.n haath se patvaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
Gulzar
Sher
aakaash kii hasiin fazaa.o.n me.n kho gayaa
mai.n is qadar u.Daa ki KHalaa.o.n me.n kho gayaa
Kamil Bahzadi
Ghazal
jaane kis KHaak me.n poshiida hai.n aa.nsuu mere
kin fazaa.o.n me.n mu.allaq hai.n tumhaarii baate.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ghaTaa.o.n kii aamad ko saavan taraste
fazaa.o.n me.n bahkii baGaavat na hotii
Saghar Siddiqui
Ghazal
talaash us kii fazaa.o.n me.n kar nasiib apnaa
jahaan-e-taaza mirii aah-e-sub.h-gaah me.n hai










