SEARCH RESULTS
Showing search results for "fazaa.o.n"
Nazm MATCHES FOR "fazaa.o.n"
Nazm
jugnu
fazaa-e-shaam me.n Dore se pa.Dte jaate hai.n
jidhar nigaah kare.n kuchh dhu.aa.n saa uThtaa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ai ishq kahin le chal
kohsaar ke daaman kii mastaana havaa.o.n me.n
yaa chaa.ndnii raato.n kii shaffaaf fazaa.o.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
nur-jahan ke mazar par
pahlu-e-shaah me.n ye duKHtar-e-jamhuur kii qabr
kitne gum-gashta fasaano.n kaa pata detii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
inhii.n fazaa.o.n me.n bachpan palaa thaa 'KHusrav' kaa
isii zamii.n se uThe 'tansen' aur 'akbar'
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek lamha
lau nikalne lagtii hai mandiro.n ke siine se
devtaa fazaa.o.n me.n muskuraane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
dua dua chehra
kabhii naGma nuur-fazaa.o.n me.n
kabhii maulaa huzuur du.aa.o.n me.n
Obaidullah Aleem
Nazm
aadhi raat
fazaa-e-niim-shabii nargis-e-KHumaar-aaluud
ka.nval kii chuTkiyo.n me.n band hai nadii kaa suhaag
Firaq Gorakhpuri
Nazm
girls college ki lari
fazaa.o.n me.n hai sub.h kaa rang taarii
ga.ii hai abhii girls college kii laarii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
fareb
tiira-o-taar fazaa.o.n se barsaataa hai lahuu
raah kii gard ke niiche se ubharte hai.n qadam
Ali Sardar Jafri
Nazm
etimad
aa.e.nge aur ba-andaaz-e-digar aa.e.nge
phuul hii phuul fazaa.o.n me.n bikhar jaa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
kaenat
yaa hamesha kii ThanDii kaalii fazaa.o.n me.n
jaise aag ke tiir chal rahe hai.n
Javed Akhtar
Nazm
nazr-e-collage
terii nashaat-KHez fazaa-e-javaa.n kii KHair
gul-haa-e-ra.ng-o-buu ke hasii.n kaarvaa.n kii KHair