SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaamzan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gaamzan"
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
sher-o-adab kii raah me.n hai gaamzan 'shakiil'
apne muKHaalifiin kii parvaa kiye baGair
Shakeel Badayuni
PAGE MATCHES FOR "gaamzan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gaamzan"
Ghazal
manzil thii ek jis pe baham gaamzan rahe
bilkul na thaa tazaad abhii kal kii baat hai
Nazar Barni
Sher
gaamzan hai.n ham musalsal ajnabii manzil kii samt
zindagii kii aarzuu me.n zindagii khote hu.e
Ain Irfan
Ghazal
gaamzan huu.n mai.n jahaa.n josh-e-junuu.n me.n ai dost
vo tirii raahguzar ho ye zaruurii to nahii.n
Anwar Nizami Jabalpuri
Ghazal
gaamzan hai.n ham musalsal ajnabii manzil kii or
zindagii kii aarzuu me.n zindagii khote hu.e
Ain Irfan
Ghazal
gaamzan ruuh hu.ii vaadii-e-KHaamoshaa.n me.n
KHatm aaKHir safar-e-koh-e-nidaa hotaa hai
Rais Amrohvi
Ghazal
jo gaamzan hai.n sar-e-jaada-e-talab 'najmii'
vo jaante nahii.n duniyaa me.n bebasii kyaa hai
Amjad Najmi
Sher
us manzil-e-hayaat me.n ab gaamzan hai dil
'shiblii'! jahaa.n kisii kii bhii aavaaz-e-paa nahii.n



