SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaamzan"
Nazm MATCHES FOR "gaamzan"
Nazm
kitab gumrah kar rahi hai
jo manzilo.n se nahii.n milegii
safar pe jo gaamzan rakhegii
Shahram Sarmadi
Nazm
siyasat
gaamzan raah-e-sadaaqat pe agar hai.n ham bhii
to ye naanak pe kisii qaum kaa da.avaa kyo.n ho
Raj Kumar Kori Raz
Nazm
jawab
mai.n thaa to apnii raah pe thii gaamzan hayaat
ab mai.n nahii.n rahuu.ngaa to ye saarii kaa.enaat
Himayat Ali Shayar
Nazm
jashn-e-azadi
josh-e-iimaan-e-husain
jazba-e-abbaas se ho suu-e-manzil gaamzan
Asghar Ali Tabassum
Nazm
gul
ye adaa-e-saadgii, mahbuubiyat, ma.asuumiyat
tuu rah-e-hastii me.n kis andaaz se hai gaamzan
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
jazbaat nafsiyat se baala-tar hain
dil pe iztiraarii kaifiyat taarii hai
dimaaG taviil masaafat kii jaanib gaamzan hai
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
sag-e-ham-safar aur main
kuchh pur-asraar fiqro.n kii gardaan kartaa hu.aa
jaada-e-KHauf par gaamzan thaa
Rais Farogh
Nazm
wal-asr
rangiin parinda pyaas kii vaadii me.n numuudaar hu.aa
visaal kyo.n hijr kii jaanib gaamzan hai