SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaamzan"
Ghazal MATCHES FOR "gaamzan"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
sher-o-adab kii raah me.n hai gaamzan 'shakiil'
apne muKHaalifiin kii parvaa kiye baGair
Shakeel Badayuni
Ghazal
manzil thii ek jis pe baham gaamzan rahe
bilkul na thaa tazaad abhii kal kii baat hai
Nazar Barni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
gaamzan hai.n ham musalsal ajnabii manzil kii or
zindagii kii aarzuu me.n zindagii khote hu.e
Ain Irfan
Ghazal
gaamzan ruuh hu.ii vaadii-e-KHaamoshaa.n me.n
KHatm aaKHir safar-e-koh-e-nidaa hotaa hai
Rais Amrohvi
Ghazal
Akram Naqqash
Ghazal
gaamzan huu.n mai.n jahaa.n josh-e-junuu.n me.n ai dost
vo tirii raahguzar ho ye zaruurii to nahii.n
Anwar Nizami Jabalpuri
Ghazal
jo gaamzan hai.n sar-e-jaada-e-talab 'najmii'
vo jaante nahii.n duniyaa me.n bebasii kyaa hai
Amjad Najmi
Ghazal
zindagii tanhaa safar par gaamzan hotii hu.ii
aur ham yaado.n ko pichhlii ham-qadam karte hu.e
Amardeep Singh
Ghazal
sayyaargaa.n to apnii ravish par the gaamzan
lekin 'naved' tuu kahaa.n chakkar me.n aa gayaa
Afzaal Naveed
Ghazal
raah-e-nau par gaamzan ai shahsavaar-e-tez-rau
barg-e-gor-e-kohna me.n ik isti.aara Dhuu.nDhnaa
Tanveer Anjum
Ghazal
raah-e-haq par gaamzan rah aur haq kii baat kar
kyaa sitam Dhaa.e.nge tujh par ye sitam vaale na dekh
Tanweer Gauhar
Ghazal
phir shahr-e-dostaa.n kii taraf gaamzan huu.n mai.n
go jaantaa huu.n shahr me.n KHatra hai jaan kaa
Habeeb Kaifi
Ghazal
ik KHaak-zaada chalne lagaa laa-ilaah kii samt
ya.anii ki gaamzan mai.n hu.aa karbalaa kii samt