SEARCH RESULTS
Showing search results for "ganghor"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ganghor"
Ghazal
apne basere panchhii lauT na paayaa 'zeb'
shaam ghaTaa bhii uTThii thii ghanghor bahut
Zeb Ghauri
Nazm
o des se aane wale bata
ghanghor ghaTaa.e.n chhaatii hai.n
kyaa ab bhii vahaa.n kii barkhaa.e.n
Akhtar Shirani
PAGE MATCHES FOR "ganghor"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ganghor"
Nazm
sada ba-sahra
chaaro.n samt a.ndheraa ghup hai aur ghaTaa ghanghor
vo kahtii hai kaun
Muneer Niyazi
Ghazal
hai.n yuu.n to fidaa abr-e-siyah par sabhii mai-kash
par aaj kii ghanghor ghaTaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Gam to ghanghor ghaTaa.o.n kii tarah uThte hai.n
zabt kaa dasht hai barsaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
barsat ki bahaaren
baadal havaa se kar kar ghanghor naachte hai.n
me.nDak uchhal rahe hai.n aur mor naachte hai.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Umar Ansari
Doha
aasmaan par chhaa ga.ii ghaTaa ghuur-ghangor
jaa.e.n to jaa.e.n kahaa.n viiraane me.n shor
Bhagwan Das Ejaz
Ghazal
jism kii vaadiyo.n me.n rah ke ye jaanaa mai.n ne
jism kii pyaas to ghanghor ghaTaa hotii hai



