SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-o-Gubaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gard-o-Gubaar"
Ghazal
gard-o-Gubaar yuu.n ba.Dhaa chehra bikhar gayaa
malbuus thaa mai.n jis me.n labaada bikhar gayaa
Nadeem Mahir
Sher
Shehzad Anjum Burhani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gard-o-Gubaar"
Ghazal
abhii kuchh aur bhii gard-o-Gubaar ubhregaa
phir is ke baa'd miraa shah-savaar ubhregaa
Mohsin Bhopali
Ghazal
har shai jahaa.n kii gard-o-Gubaar-e-KHayaal hai
aashob-gaah-e-dahr me.n jiinaa muhaal hai
Jafar Tahir
Ghazal
ye kamra aur ye gard-o-Gubaar us kaa hai
vo jis ne aanaa nahii.n intizaar us kaa hai
Yasmeen Habeeb
Ghazal
tamaam jism ko gard-o-Gubaar karte hu.e
mai.n KHaak ho gayaa sahraa ko paar karte hu.e
Sunil Aftab
Ghazal
merii vafaa muqiim hai gard-o-Gubaar me.n
aahista chalnaa baad-e-sabaa kuu-e-yaar me.n
Dawood Kashmiri
Ghazal
u.Daa ke phir vahii gard-o-Gubaar pahle saa
bulaa rahaa hai safar baar-baar pahle saa
Akhilesh Tiwari
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
usii ke chehre pe gard-o-Gubaar hai dekho
hazaar baar jo aa.iina saaf kartaa hai
Akhtar Imam Anjum
Ghazal
tamaam gard-o-Gubaar dil se nikal chukaa thaa
baras chukaa abr-e-ashk khul kar to mai.n ne dekhaa