SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghamand"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ghamand"
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Sher
vo jis ghamanD se bichh.Daa gila to is kaa hai
ki saarii baat mohabbat me.n rakh-rakhaav kii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
zariif abruu Gazab Gamza Gussa Gaur Gazal
ghamanD qaus qazaa ishq tanz niim saKHii
Shahzad Qais
PAGE MATCHES FOR "ghamand"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ghamand"
Mazahiya
ghamanD aur bhii ba.Dh jaataa aur itraate
ye log jeb-gha.Dii apnii dum me.n laTkaate
Adil Lakhnavi
Ghazal
kaafir na ghamanD rakh KHud-aaraa.ii kaa
sab kuchh ho.n jo but to phir KHudaa.ii kaisii
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Nazm
mahmud-o-ayaz
kabhii kabhii use hotaa hai apnii zaat pe naaz
kabhii ghamanD liyaaqat pe aur sifaat pe naaz
Shauq Bahraichi
Nazm
mera watan
tujh ko apnii zamiin kaa hai ghamanD
tujh se afzal kahii.n hai america
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Ghazal
miyaa.n chashm-e-jaaduu pe itnaa ghamanD
KHat-o-KHaal o gesuu pe itnaa ghamanD
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
saahil kii bastiyo.n kaa saaraa ghamanD TuuTaa
sailaab ne tamaa.ncha jab taan kar diyaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
gar unhe.n hai apnii suurat par ghamanD
ham ko hai apnii mohabbat par ghamanD