SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-barg"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gul-barg"
Kulliyat
gul-barg se hai.n naazuk KHuubii-e-paa to dekho
kyaa hai jhamak kafak kii rang-e-hinaa to dekho
Meer Taqi Meer
Kulliyat
gul-barg sii zabaa.n se bulbul ne kyaa fuGaa.n kii
sab jaise u.D ga.ii hai rangiinii gulsitaa.n kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai sad-qalam-e-gul se chaman-zaar sahiifa
aur jumbish-e-gul-barg tilaavat kii tarah hai
Mohammad Aazam
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gul-barg"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Kulliyat
suthraa.ii aur naazukii gul-barg kii durust
par vaisii buu kahaa.n ki jo hai us badan ke biich
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa kyaa na tere sadme se baad-e-KHizaa.n giraa
gul barg sarv faaKHta kaa aashiyaa.n giraa
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Kulliyat
thaa vasf un labo.n kaa zabaan-e-qalam pe 'miir'
yaa mu.nh me.n ‘andaliib ke the barg-haa-e-gul
Meer Taqi Meer
Kulliyat
huu.n daaG-e-naazukii ki kiyaa thaa KHayaal-e-bos
gul-barg saa vo ho.nT jo thaa niilguu.n hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Kulliyat
hai.n paa.nv us ke naazuk gul-barg se bajaa hai
aashiq jo rahguzar me.n aa.nkho.n ke tii.n bichhaave
Meer Taqi Meer
Ghazal
gul-barg pe rakhte hii qadam ha.ns ke jo khii.nchaa
shaayad hu.ii saKHtii se rag-e-gul KHila-e-paa
Nazeer Akbarabadi
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ba-lab chuuse hu.e kyuu.n kar nahii.n hai.n
ki hai.n gul-barg lekin tar nahii.n hai.n