SEARCH RESULTS
Showing search results for "haTaate"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haTaate"
Ghazal
mujh ko rone kaa saliiqa bhii nahii.n hai shaayad
log ha.nste hai.n mujhe dekh ke aate jaate
Rahat Indori
Sher
ham se pahle bhii musaafir ka.ii guzre ho.nge
kam se kam raah ke patthar to haTaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
maa.n baiTh ke taktii thii jahaa.n se miraa rasta
miTTii ke haTaate hii KHazaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
mai.n us kii gard haTaate hu.e bhii Dartii huu.n
vo aa.iina hai mujhe KHud-shanaas kar degaa
Aziz Bano Darab Wafa
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haTaate"
Ghazal
nazar na aa.e.nge tujh ko Gubaar u.Dne de
tire liye jo mujhe raah se haTaate hai.n
Jahanzeb Sahir
Ghazal
'umr saarii raah ke patthar haTaate kaT ga.ii
zaKHm mere haath me.n ik sa'i-e-laa-haasil ke hai.n
Saleem Ahmed
Ghazal
ret taariiKH ke siine me.n haTaate hai.n vahii
aable pyaasii zabaano.n me.n jo pa.D jaate hai.n
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
ruKH se zulfo.n ko haTaate aa.o chhat pe raat ko
asl chehra chaa.nd kaa sab ko dikhaanaa hai mujhe
Ankit Maurya
Nazm
safir-e-laila-2
jahaa.n pe amrad-parast baiThe safaa-e-dil kii namaaze.n pa.Dh kar
KHayaal-e-duniyaa se jaa.n haTaate
Ali Akbar Natiq
Ghazal
un ke chehre pe kisii aur kaa haq thaa shaayad
ham to qadmo.n se tavajjoh ko haTaate kaise
Bushra Bakhtiyar Khan
Ghazal
KHalq kaa dhyaan haTaate rahe kaa.nTe kyaa kyaa
raaz ifshaa kiye sab baad-e-sabaa ne tere
Shohrat Bukhari
Ghazal
us dar se jaa mile.nge ye jitne raaste hai.n
kaa.nTe haTaate jaa.o kaliyaa.n bichhaate jaa.o

