SEARCH RESULTS
Showing search results for "haala"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haala"
PAGE MATCHES FOR "haala"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haala"
Ghazal
taariikiyo.n me.n nuur kaa haalaa bhii thaa kahii.n
dasht-e-KHayaal apnaa muqaddar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
KHudaa kare ki use ilm bhii na ho 'mohsin'
vo jis ke gird mirii chaahato.n kaa haalaa hai
Mohsin Bhopali
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Nazm
sajjad-zahir ke nam
na lailaa-e-suKHan kii dost-daarii
na Gam-haa-e-vatan par ashk-baarii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ab to kuchh aisa lagta hai
likhkhaa hai tire ruup kaa haala
aur kisii ke gird sajaa hai
Zehra Nigaah
Ghazal
tuu merii zaruurat mirii aadat to nahii.n hai
mahtaab-e-zamii.n me.n tiraa haala to nahii.n huu.n
Mazhar Imam
Ghazal
raunaq me.n achaanak jo izaafa saa hu.aa hai
aa.ngan me.n mire chaa.nd kaa haala hai ki tum ho
Meena Khan
Ghazal
tum ne bhii dekhaa ki mujh ko hii hu.aa thaa mahsuus
gird us ke ruKH-e-raushan ke thaa haalaa kaisaa
Zeb Ghauri
Ghazal
jin ke chehro.n pe chamak nuur kaa haalaa atraaf
un ke zehno.n ko jo kholaa to a.ndheraa dekhaa
Waheed Akhtar
Ghazal
junuun-e-ishq me.n rahnaa thaa imtiyaaz na kuchh
chakor tauq-e-guluu mah kaa haala kyaa kartaa