SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamesha"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hamesha"
Sher
Bashir Badr
Ghazal
chashm-e-qaatil mirii dushman thii hamesha lekin
jaisii ab ho ga.ii qaatil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hamesha"
Sher
aa.e to yuu.n ki jaise hamesha the mehrbaan
bhuule to yuu.n ki goyaa kabhii aashnaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
yuu.nhii hamesha ulajhtii rahii hai zulm se KHalq
na un kii rasm na.ii hai na apnii riit na.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mai.n bujh gayaa to hamesha ko bujh hii jaa.uu.ngaa
ko.ii charaaG nahii.n huu.n ki phir jalaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Bashir Badr
Nazm
chand roz aur meri jaan
aaj sahnaa hai hamesha to nahii.n sahnaa hai
ye tire husn se lipTii hu.ii aalaam kii gard
Faiz Ahmad Faiz
Sher
jin se insaa.n ko pahu.nchtii hai hamesha takliif
un kaa da.avaa hai ki vo asl KHudaa vaale hai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
hamesha ra.ng-e-zamaana badaltaa rahtaa hai
safed rang hai.n aaKHir siyaah muu karte