SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamesha"
Ghazal MATCHES FOR "hamesha"
Ghazal
chashm-e-qaatil mirii dushman thii hamesha lekin
jaisii ab ho ga.ii qaatil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mai.n bujh gayaa to hamesha ko bujh hii jaa.uu.ngaa
ko.ii charaaG nahii.n huu.n ki phir jalaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
hamesha ra.ng-e-zamaana badaltaa rahtaa hai
safed rang hai.n aaKHir siyaah muu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
vahii to sab se ziyaada hai nukta-chii.n meraa
jo muskuraa ke hamesha gale lagaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
aa.e ho kal aur aaj hii kahte ho ki jaa.uu.n
maanaa ki hamesha nahii.n achchhaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
ek KHauf saa rahtaa hai mire dil me.n hamesha
kis ghar se tirii yaad na jaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
jo ho ik baar vo har baar ho aisaa nahii.n hotaa
hamesha ek hii se pyaar ho aisaa nahii.n hotaa
Nida Fazli
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
talaash jin ko hamesha buzurg karte rahe
na jaane kaun sii duniyaa me.n vo KHazaane the
Aashufta Changezi
Ghazal
paas rah kar bhii hamesha vo bahut duur milaa
us kaa andaaz-e-taGaaful thaa KHudaa.o.n jaisaa