SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamesha"
Nazm MATCHES FOR "hamesha"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
yuu.nhii hamesha ulajhtii rahii hai zulm se KHalq
na un kii rasm na.ii hai na apnii riit na.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand roz aur meri jaan
aaj sahnaa hai hamesha to nahii.n sahnaa hai
ye tire husn se lipTii hu.ii aalaam kii gard
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-ghair
zindagii yuu.n to hamesha se pareshaan sii thii
ab to har saa.ns giraa.n-baar hu.ii jaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya hukm-nama
kisii kaa hukm hai saarii havaa.e.n
hamesha chalne se pahle bataa.e.n
Javed Akhtar
Nazm
teri aawaz
chand gha.Diyo.n ke liye huu.n ki hamesha ke liye
mirii jaagii hu.ii raato.n ko sulaa jaa.e.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
wasoKHt
aa.e to yuu.n ki jaise hamesha the mehrbaa.n
bhuule to yuu.n ki jaise kabhii aashnaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main aur tu
kaun diivaar kisii saa.e ke ham-raah chalii
kaun diivaar hamesha magar istaada rahii
Ahmad Faraz
Nazm
tu nahin jaanti
tire haath hai.n
jin ko tuu ne hamesha labo.n par rakhaa muskuraate hu.e
Tahzeeb Hafi
Nazm
mere ahd ke hasino
vo buland-baam taare vo falak-maqaam taare
vo nishaan de ke apnaa rahe be-nishaa.n hamesha
Sahir Ludhianvi
Nazm
intisab
hamesha ke liye marquum huu jaatii.n
hamaarii hastiyaa.n mazmuum ho jaatii.n
Ahmad Faraz
Nazm
marhum
kabhii tasviir se baahar nikal kar bol bhii uTTho
hamesha ek saa chehra liye kyuu.n takte rahte ho