SEARCH RESULTS
Showing search results for "hoshiyaarii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hoshiyaarii"
Sher
hoshiyaarii dil-e-naadaan bahut kartaa hai
ra.nj kam sahtaa hai elaan bahut kartaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Kabeer
Ghazal
hoshiyaarii dil-e-naadaan bahut kartaa hai
ranj kam sahtaa hai elaan bahut kartaa hai
Irfan Siddiqi
MORE MATCHES FOR "hoshiyaarii"
Nazm
yaum-e-azadi
hijaab uTh ga.e ab kas kii parda-daarii hai
Gazab kii diida-e-nargis me.n hoshiyaarii hai
Siraj Lakhnavi
Ghazal
hoshiyaarii hai yahii kiije 'zafar' is se hazar
dekhiye jis ko nashe me.n baada-e-pindaar ke
Bahadur Shah Zafar
Nazm
chaar musafir
so.e kuchh is tarah vo us me.n hoshiyaarii
har ek kaa thaa pahraa do ghanTe baarii baarii
Aafaque Siddiqui
Ghazal
KHud-baKHud saare zamaane ko KHabar ho jaa.egii
hoshiyaarii hai ki sab se be-KHabar ho jaa.iye
Saba Akbarabadi
Nazm
zinda rahne ka ye ehsas
aur is rol ko sab kahte hai.n
hoshiyaarii se nibhaayaa mai.n ne
Shahryar
Ghazal
Wasif Dehlvi
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
yuu.n lagaa kahne bas divaana na ban
paa.o.n rakh apnaa hoshiyaarii me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
talaash karnaa pa.De ha.nsne kaa sabab tujh ko
ai zindagii na tuu itnii bhii hoshiyaarii rakh
Imran Badayuni
Ghazal
Muzaffar Shikoh
Ghazal
siikhii un se dilrubaa.ii aa ga.ii fasl-e-shabaab
aaj-kal dil kii taraf se hoshiyaarii chaahiye

