SEARCH RESULTS
Showing search results for "imtihaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "imtihaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "imtihaan"
Ghazal
mai.n is umiid pe Duubaa ki tuu bachaa legaa
ab is ke baa'd miraa imtihaan kyaa legaa
Waseem Barelvi
Sher
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Nazm
tarana-e-milli
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Ghazal
abhii zamiir me.n tho.Dii sii jaan baaqii hai
abhii hamaaraa ko.ii imtihaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
mai vo kyuu.n bahut piite bazm-e-Gair me.n yaa rab
aaj hii hu.aa manzuur un ko imtihaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
be-dimaaG-e-KHajlat huu.n rashk-e-imtihaa.n taa-kai
ek bekasii tujh ko aalam-aashnaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jab kisii suurat nahii.n is se mafar
imtihaa.n ke naam se ghabraa.e.n kyaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
lashkar kii aa.nkh maal-e-Ganiimat pe hai lagii
saalaar-e-fauj aur kisii imtihaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Geet
ye intizaar bhii ik imtihaan hotaa hai
isii se ishq kaa sho.ala javaan hotaa hai














