SEARCH RESULTS
Showing search results for "inhisaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "inhisaar"
Sher
hai kaamyaabii-e-mardaa.n me.n haath aurat kaa
magar tuu ek hii aurat pe inhisaar na kar
Aziz Faisal
Ghazal
vo sabr de ki na de jis ne be-qaraar kiyaa
bas ab tumhii.n pe chalo ham ne inhisaar kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
tum intizaar ke lamhe shumaar mat karnaa
diye jalaa.e na rakhnaa si.ngaar mat karnaa
Asim Wasti
PAGE MATCHES FOR "inhisaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "inhisaar"
Ghazal
namaaz-e-ishq kaa hai inhisaar ashko.n tak
ye be-niyaaz-e-sujuud-o-qayaam hotii hai
Behzad Lakhnavi
Ghazal
mirii bhii chhaa.nv na hotii agar tumhaarii tarah
mai.n inhisaar buzurgo.n ke saa.e par kartaa
Taimur Hasan
Sher
tumhaare saath mire muKHtalif maraasim hai.n
mirii vafaa pe kabhii inhisaar mat karnaa
Asim Wasti
Ghazal
hai mukammal vaqt ke suuraj pe meraa inhisaar
zindagii ke paa.nv se lipTaa hu.aa saaya huu.n mai.n
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
intizaar kii had tak intizaar karnaa thaa
e.atibaar kii had tak e.atibaar karnaa thaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
hai ab to saare maraasim kaa inhisaar us par
kisii kii zaat se ham ko mafaad kitnaa hai










