SEARCH RESULTS
Showing search results for "ittihaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ittihaam"
Ghazal
muhiib saa.e ba.Dhe aate hai.n hamaarii taraf
kab e'tibaar hame.n duur-bii.n pe aa.egaa
Alam Khursheed
Ghazal
mai.n bhii to terii bazm me.n aayaa huu.n der se
ab tuu bhii mujh se ho ke KHafaa intiqaam le
Shamim Jaipuri
Ghazal
duniyaa pe ittihaam munaasib nahii.n 'tufail'
apnii taraf bhii aap hariifaana dekhiye
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
ham aur terii shikaayate.n zaalim KHudaa se Dar
bohtaan hai Galat hai ye mahz ittihaam hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
PAGE MATCHES FOR "ittihaam"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ittihaam"
Ghazal
faraaz-e-daar pe daaman kisii kaa thaam liyaa
junuun-e-shauq ko bhii intiqaam lenaa thaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
be-e'tidaal the KHud un ke KHatt-o-KHaal 'zafar'
har ittihaam magar shiishagar pe Daal diyaa
Zafar Moradabadi
Ghazal
tavaanaa ko bahaana chaahiye shaayad tashaddud ko
phir ik majbuur par shoriidgii kaa ittihaam aayaa
Anand Narayan Mulla
Ghazal
duzd-e-hinaa pe duzdii-e-jaa.n kaa hai ittihaam
KHuun-e-dil-o-jigar sar-e-teG-e-nazar daroG
Qalaq Merathi
Ghazal
intizaam-e-roz-e-ishrat aur kar ai naa-muraad
iid aatii hii rahii maah-e-siyaam aa hii gayaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
mai-kada viiraa.n hu.aa bezaar mai-kash ho chuke
ab agar saaqii ba-husn-e-intizaam aayaa to kyaa
Raushan Banarasi
Ghazal
gayaa thaa bazm-e-mohabbat me.n KHaalii jaam liye
kaTii hai 'umr gadaa.ii kaa ittihaam liye
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
saf-e-hayaat se jab ko.ii tishna-kaam aayaa
nizaam-e-saaqii-e-mahfil pe ittihaam aayaa











