SEARCH RESULTS
Showing search results for "izaala"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "izaala"
Nazm
nazm
kaun biite hu.e KHvaab par KHaak Daale
kaun itnii Galat-fahmiyo.n kaa izaala kare
Tahzeeb Hafi
Sher
izaala ho gayaa taaKHiir se nikalne kaa
guzar ga.ii hai safar me.n mire qayaam kii shaam
Azhar Faragh
Ghazal
rah-e-junuu.n me.n KHudaa kaa havaala kyaa kartaa
ye KHizr ranj-e-safar kaa izaala kyaa kartaa
Nasir Kazmi
PAGE MATCHES FOR "izaala"
Tags
Azal
Azal Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "izaala"
Ghazal
safaa hu.aa na riyaazat se nafs-e-ammaara
ko.ii najaasat-e-sag kaa izaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jaanaa.n tumhaarii photo mobile me.n hai magar
be-chainiyo.n kaa us se izaala nahii.n hu.aa
Kashif Shakeel
Ghazal
Shakeel Jamali
Ghazal
karnaa hai apne Gam kaa izaala bhii KHud hame.n
baarish na hogii amn kii ab aasmaan se
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
izaala kaise karegaa vo apnii bhuulo.n kaa
ki jis ke KHuun me.n nashsha nahii.n usuulo.n kaa
Kabir Ajmal
Ghazal
agar alfaaz se Gam kaa izaala ho gayaa hotaa
haqiiqat to na hotii bas dikhaavaa ho gayaa hotaa
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
karne aa.e hai.n izaala mire dukh kaa lekin
vaqt jo biit gayaa mo.D ke laa sakte hai.n
Asima Faraz
Ghazal
ab apnii saa.nso.n se zanjiir to.Dnii hai mujhe
ki haath bechne kaa aur kuchh izaala nahii.n
Waqar Khan
Ghazal
uTho zamaane ke aashob kaa izaala kare.n
ba-naam-e-gul-badnaa.n ruKH suu-e-piyaala kare.n



