SEARCH RESULTS
Showing search results for "izaala"
Ghazal MATCHES FOR "izaala"
Ghazal
rah-e-junuu.n me.n KHudaa kaa havaala kyaa kartaa
ye KHizr ranj-e-safar kaa izaala kyaa kartaa
Nasir Kazmi
Ghazal
roz aa jaataa hai mujh ko ko.ii massage us kaa
ya.anii vo Gam kaa izaala nahii.n hone degii
Ali Qaisar
Ghazal
abhii hairat ziyaada aur ujaalaa kam rahegaa
Gazal me.n ab ke bhii teraa havaala kam rahegaa
Saleem Kausar
Ghazal
safaa hu.aa na riyaazat se nafs-e-ammaara
ko.ii najaasat-e-sag kaa izaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jaanaa.n tumhaarii photo mobile me.n hai magar
be-chainiyo.n kaa us se izaala nahii.n hu.aa
Kashif Shakeel
Ghazal
Shakeel Jamali
Ghazal
karnaa hai apne Gam kaa izaala bhii KHud hame.n
baarish na hogii amn kii ab aasmaan se
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
izaala kaise karegaa vo apnii bhuulo.n kaa
ki jis ke KHuun me.n nashsha nahii.n usuulo.n kaa
Kabir Ajmal
Ghazal
agar alfaaz se Gam kaa izaala ho gayaa hotaa
haqiiqat to na hotii bas dikhaavaa ho gayaa hotaa
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
karne aa.e hai.n izaala mire dukh kaa lekin
vaqt jo biit gayaa mo.D ke laa sakte hai.n
Asima Faraz
Ghazal
ab apnii saa.nso.n se zanjiir to.Dnii hai mujhe
ki haath bechne kaa aur kuchh izaala nahii.n
Waqar Khan
Ghazal
jo ziyaa.n dil kaa hu.aa us kaa izaala ho jaa.uu.n
ab to iz.haar-e-mohabbat kaa saliiqa ho jaa.uu.n
Mazhar Imam
Ghazal
uTho zamaane ke aashob kaa izaala kare.n
ba-naam-e-gul-badnaa.n ruKH suu-e-piyaala kare.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
Maqsood Aafaque
Ghazal
jo bhii nuqsaan hu.aa mujh se izaala lenaa
sach to ye hai ki mohabbat me.n KHasaara kyo.n ho
Rasheed Hasrat
Ghazal
kis tarah kiyaa tuu ne mohabbat kaa izaala
puuraa na hu.aa mujh se to lamho.n kaa ziyaa.n bhii
Ataul Hasan
Ghazal
kuchh izaala to kare.n aap bhii ta.Dpaane kaa
dil jo to.Daa hai to phir sochiye harjaane kaa
Shahzad vasiq
Ghazal
lagaa.e.n aag hii dil me.n ki kuchh ujaalaa ho
kisii bahaane to is ghar kaa bol-baalaa ho
Wajd Chughtai
Ghazal
mujhe pahle ka.ii sadiyo.n kii sazaa kaaTnaa thii
manzil-e-sub.h se kuchh duur ujaalaa thaa miraa