SEARCH RESULTS
Showing search results for "jahannam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jahannam"
Sher
Allama Iqbal
Nazm
tulu-e-islam
jahaan-e-aab-o-gil se aalam-e-jaaved kii KHaatir
nubuvvat saath jis ko le ga.ii vo armuGaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "jahannam"
MORE MATCHES FOR "jahannam"
Ghazal
ai KHudaa phir ye jahannam kaa tamaashaa kiyaa hai
teraa shahkaar to finnaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
lo vo sadiyo.n ke jahannam kii hade.n KHatm hu.ii.n
ab hai firdaus hii firdaus jahaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Sher
ik raat dil-jalo.n ko ye aish-e-visaal de
phir chaahe aasmaan jahannam me.n Daal de
Jalal Lakhnavi
Sher
jannat milii jhuuTo.n ko agar jhuuT ke badle
sachcho.n ko sazaa me.n hai jahannam bhii gavaaraa