SEARCH RESULTS
Showing search results for "jahannam"
Ghazal MATCHES FOR "jahannam"
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ai KHudaa phir ye jahannam kaa tamaashaa kiyaa hai
teraa shahkaar to finnaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
lo vo sadiyo.n ke jahannam kii hade.n KHatm hu.ii.n
ab hai firdaus hii firdaus jahaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
mujh me.n jannat bhii mirii aur jahannam bhii miraa
jaarii-o-saarii jazaa aur sazaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
jahannam ho ki jannat jo bhii hogaa faisla hogaa
ye kyaa kam hai hamaaraa aur un kaa saamnaa hogaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
muhaal hai ki jahannam me.n KHuld se jaa.e.n
jo dar par aap ke jaataa hai ghar nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
shaiKH-jii ham to jahannam ke parinde Thahre
aap ke paas to firdaus kii chaabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
jannat milii jhuuTo.n ko agar jhuuT ke badle
sachcho.n ko sazaa me.n hai jahannam bhii gavaaraa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
sidq-o-safaa-e-qalb se mahruum hai hayaat
karte hai.n bandagii bhii jahannam ke Dar se ham
Shakeel Badayuni
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
naaz jis KHaak-e-vatan par thaa mujhe aah 'jigar'
usii jannat pe jahannam kaa gumaa.n hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
yahii jahaa.n hai jahannam yahii jahaa.n firdaus
bataa.o aalam-e-baalaa ke sair-biino.n ko