SEARCH RESULTS
Showing search results for "jallaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jallaad"
Ghazal
'ajab nashaat se jallaad ke chale hai.n ham aage
ki apne saa.e se sar paa.nv se hai do qadam aage
Mirza Ghalib
Sher
iid hai qatl miraa ahl-e-tamaashaa ke liye
sab gale milne lage jab ki vo jallaad aayaa
Dagh Dehlvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jallaad"
Sher
dil kii hasrat na rahii dil me.n mire kuchh baaqii
ek hii teG lagaa aisii ai jallaad ki bas
Taban Abdul Hai
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ye zulm tuu ai jallaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
Akhtar Shirani
Sher
kar qatl mujhe un ne aalam me.n bahut Dhuu.nDaa
jab mujh saa na ku.i paayaa jallaad bahut royaa
Taban Abdul Hai
Sher
zer-e-KHanjar mai.n ta.Daptaa huu.n faqat is vaaste
KHuun meraa u.D ke daaman-giir ho jallaad kaa
Jaleel Manikpuri
Ghazal
thaa qasd-e-qatl-e-Gair magar mai.n talab hu.aa
jallaad mehrbaan hu.aa kyaa sabab hu.aa
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
jis pe martaa huu.n use dekh to luu.n jii bhar ke
itnii jaldii tuu mire qatl me.n jallaad na kar
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
pursish jo hogii tujh se jallaad kyaa karegaa
le KHuun mai.n ne baKHshaa tuu yaad kyaa karegaa
Nazm Tabatabai
Ghazal
iid hai qatl miraa ahl-e-tamaashaa ke liye
sab gale milne lage jab ki vo jallaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
Amanat Lakhnavi
Ghazal
jaataa hai kaun aap se jallaad kii taraf
khii.nchaa is aab-o-daana ne sayyaad kii taraf
Peer Sher Mohammad Ajiz
Marsiya
paanii diyaa na haa.e nabii ke navaase ko
jallaad zab.h karne lagaa bhuuke pyaase ko
Meer Anees
Ghazal
the be-gunaah jur.at-e-paa-bos thii zaruur
kyaa karte vahm-e-KHajlat-e-jallaad aa gayaa








