SEARCH RESULTS
Showing search results for "jallaad"
Nazm MATCHES FOR "jallaad"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq ye kaisaa rog lagaa jiite hai.n na zaalim marte hai.n
ye zulm tuu ai jallaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
buniyaad kuchh to ho
KHuu.n par gavaah daaman-e-jallaad kuchh to ho
jab KHuu.n-bahaa talab kare.n buniyaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shararti laDke aur qawwali
kitne jallaad hai.n teacher are allaah allaah
ham bhii mu.nh un kaa cha.Dhaa.e.n to maza aa jaa.e
Hasrat Jaipuri
Nazm
farogh farruKH-zad ke liye ek nazm
tamaam jallaad muntazir hai.n
ki kaun sii had janaab jaarii kare.n
Parveen Shakir
Nazm
ek nazm
saadgii husn kaa majruuh-e-tabassum ban kar
kisii jallaad ke chehre pe khulii jaatii hai
Qateel Shifai
Nazm
adl-e-jahangiri
phir usii tarah use khii.nch ke baahar laa.e.n
aur jallaad ko de.n hukm ki haa.n teG bazan
Shibli Nomani
Nazm
sayyaron ki mahfil
tujhe kahte rahe ma.ngal kabhii jallaad kahte hai.n
bataa ai surKH sayyaare tire haalaat kaise hai.n
Abdul Qadir
Nazm
hijr ki umr baDhi hai
din kha.Daa hotaa hai jallaad ke maanind sabhii raato.n par
raat Daa.in kii tarah
Sameena Raja
Nazm
jahan dariya utarta hai
abhii us nuqta-e-aaKHir ke ziine tak nahii.n aataa
jahaa.n jallaad kaa ghar hai
Akhtar Husain Jafri
Nazm
wo samajhte rahen england ka mal achchha hai
karne detaa nahii.n jallaad zabaa.n se uf tak
dil me.n kahtaa hai Gariibo.n kaa savaal achchhaa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
kaya ka karb
kisii jallaad ke qadmo.n kii aavaaze.n musalsal
sun rahii thii.n
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
madar-e-hind
ham ne piichhe na haTaayaa kabhii maidaa.n se qadam
teG khii.nche hu.e go saamne jallaad rahe
Nau Bahar Sabir
Nazm
ek shauhar ka taaruf
vo sitam-iijaad hai vo baanii-e-be-daad hai
hasrato.n kaa KHuun kartaa hai ba.Daa jallaad hai