SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazbaatii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jazbaatii"
Ghazal
chand jazbaatii se rishto.n ke bachaane ko 'vasiim'
kaisaa kaisaa jabr apne aap par mai.n ne kiyaa
Waseem Barelvi
Ghazal
tum us ko bhii samjhaa kar pachhtaa.oge
vo bhii mere hii jaisii jazbaatii hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Aalok Shrivastav
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jazbaatii"
Ghazal
ye hai jazbaatii makiino.n kaa ilaaqa 'ejaaz'
so yahaa.n amn bhii jango.n kii tarah hotaa hai
Ejaaz tawakkal
Quote
Khwaja Ahmad Abbas
Ghazal
sukuu.n-parvar hai jazbaatii nahii.n hai
miraa hamdam KHuraafaatii nahii.n hai
Ibrat Bahraichi
Ghazal
Khalid Akhlaq
Nazm
kyunki hum KHas log hain
jazbaatii yaa jismaanii taur par halaak ho jaa.e
to hamaarii niyyat par shubah na kiyaa jaa.e
Shaukat Abidi
Ghazal
jo bhii kahnaa ho zaraa soch samajh kar kahnaa
log is shahr ke kuchh zyaada hii jazbaatii hai.n
Saqib Mahmood
Nazm
us din
jo jazbaatii nahii itne
vo kuchh piite hu.e is raat mujh ko yaad kar le.nge
Harris Khalique
Nazm
nazm apnon ki talash
hamesha apne hii logo.n ko
jazbaatii aur be-sabr kahtaa rahaa



