SEARCH RESULTS
Showing search results for "jins-e-mayassar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jins-e-mayassar"
Ghazal
karte bhii talab kyaa kyaa yahaa.n dasht-e-ataa me.n
dene ko na thaa jins-e-mayassar ke sivaa kuchh
Nashtar Khaanqahi
Sher
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
chalo achchhaa hii hu.aa muft luTaa dii ye jins
ham ko miltaa sila-e-husn-e-nazar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jins-e-dil bechne kii ham ko zaruurat 'parvii.n'
aur ma.aduum KHariidaar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
MORE MATCHES FOR "jins-e-mayassar"
Ghazal
hai aur hii tariiqa-e-baazaar aaj-kal
jins-e-nafiis ke hai.n KHariidaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'suruur' jins-e-vafaa bechte nahii.n phirte
jigar ke daaG dikhaanaa to sab ko aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Sher
bad-qismato.n ko gar ho mayassar shab-e-visaal
suuraj Guruub hote hii zaahir ho nuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bad-qismato.n ko gar ho mayassar shab-e-visaal
suuraj Guruub hote hii zaahir ho nuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
arzaa.n hai zulm-o-jaur kii uftaadgii magar
jins-o-vafaa-o-mehr-e-garaa.n dekhtaa huu.n mai.n