SEARCH RESULTS
Showing search results for "jins-e-mayassar"
Ghazal MATCHES FOR "jins-e-mayassar"
Ghazal
karte bhii talab kyaa kyaa yahaa.n dasht-e-ataa me.n
dene ko na thaa jins-e-mayassar ke sivaa kuchh
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
jins-e-dil bechne kii ham ko zaruurat 'parvii.n'
aur ma.aduum KHariidaar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai aur hii tariiqa-e-baazaar aaj-kal
jins-e-nafiis ke hai.n KHariidaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
chalo achchhaa hii hu.aa muft luTaa dii ye jins
ham ko miltaa sila-e-husn-e-nazar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
'suruur' jins-e-vafaa bechte nahii.n phirte
jigar ke daaG dikhaanaa to sab ko aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
bad-qismato.n ko gar ho mayassar shab-e-visaal
suuraj Guruub hote hii zaahir ho nuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
arzaa.n hai zulm-o-jaur kii uftaadgii magar
jins-o-vafaa-o-mehr-e-garaa.n dekhtaa huu.n mai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
jins-e-giraa.n-bahaa kaa KHariidaar kaun hai
yaktaa nahii.n ilaahii jo chorii hii jaa.uu.n mai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHariid baiThe hai.n dhoke me.n jins-e-umr-e-daraaz
hame.n dikhaa.e the maktab ne kuchh misaal ke din
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
thaa miir jii ko izzat-e-saadaat kaa KHayaal
ham ne suKHan ko jins-e-dukaan-e-hunar kiyaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
jins-e-naayaab-e-mohabbat kii KHudaa KHair kare
bul-havas us ke KHariidaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
jins-e-viiraani-e-sahraa merii duukaan me.n hai
kyaa KHariidegaa tire shahr kaa baazaar mujhe
Mustafa Zaidi
Ghazal
kam ham saa KHariidaar baham pahu.nchegaa us ko
kyuu.n ishq ne jins-e-Gam-e-bisyaar bahut kii
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
begaana bane laakh mohabbat se zamaana
hai jins-e-garaa.n-maaya tiraa pyaar abhii tak
Aarif Naqshbandi
Ghazal
jins-e-KHirad-o-sabr bin is dil ko ho kyaa chain
muflis ko burii hotii hai asbaab kii gardish