SEARCH RESULTS
Showing search results for "jins-e-mayassar"
Nazm MATCHES FOR "jins-e-mayassar"
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
aur agar hai to phir aa tere parastaar hai.n ham
jins-e-aazaadii-e-insaa.n ke KHariidaar hai.n ham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tohfa-e-darwesh
chaahiye bahar-e-nazar-e-jins-e-garaa.n
chaahiye KHuu.n ko bashud afshaanii
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
shikwa
jins-e-naayaab-e-mohabbat ko phir arzaa.n kar de
hind ke dair-nashiino.n ko musalmaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHud-kushi se pahle
dekh haijaan se larzaa.n hai.n ye aariz kii rage.n
aaj us jins-e-giraa.n-baar ko arzaa.n kar le.n
Akhtar Payami
Nazm
mann-o-salwa
jis ne hindostaa.n ke saahil pe
laa ke rakkhii thii jins-e-saudaa-garii
Noon Meem Rashid
Nazm
taaruf
KHuub pahchaan lo asraar huu.n mai.n
jins-e-ulfat kaa talabgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
terii jins-e-ilm-parvar ke KHariidaaro.n me.n the
jaan-o-dil se tere jalvo.n ke parastaaro.n me.n the
Josh Malihabadi
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naala.nda tire uud kaa har taar azal se
tuu jins-e-mohabbat kaa KHariidaar azal se
Allama Iqbal
Nazm
dard-e-mushtarak
aa ki us jins-e-giraa.n-qadr ko bedaar kare.n
jis ne ham sab ko KHariidaar banaa rakkhaa hai
Qateel Shifai
Nazm
nazr-e-nanak
ko.ii insaan kii azmat kaa parastaar nahii.n
ko.ii bhii jins-e-mohabbat kaa KHariidaar nahii.n