SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-zarf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kam-zarf"
Sher
fasaad rokne kam-zarf log pahu.nche hai.n
gharo.n me.n rah ga.e raushan zamiir jitne the
Akmal Imaam
Sher
itne kam-zarf nahii.n ham jo bahakte jaave.n
misl-e-gul jaave.n jidhar jaave.n mahakte jaave.n
Dulhan Begum
Sher
kam-zarf zamaane kii hiqaarat kaa gila kyaa
mai.n KHush huu.n miraa pyaar samundar kii tarah hai
Akhtar Imam Rizvi
Sher
kam-zarf kii niyyat kyaa pighlaa hu.aa lohaa hai
bhar bhar ke chhalakte hai.n aksar yahii paimaane
Siraj Lakhnavi
Rubai
kam-zarf agar dualat-e-zar paataa hai
maanind-e-habaab ubhar ke utar aataa hai
Amjad hyderabadi
BOOKS MATCHES FOR "kam-zarf"
MORE MATCHES FOR "kam-zarf"
Sher
taalaab to barsaat me.n ho jaate hai.n kam-zarf
baahar kabhii aape se samundar nahii.n hotaa
Ejaz Rahmani
Ghazal
kam-zarf ehtiyaat kii manzil se aa.e hai.n
ham zindagii ke jaada-e-mushkil se aa.e hai.n
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
kyaa ko.ii kam-zarf hai yaa be-navaa hai aa.ina
pher detaa hai vahii jo dekhtaa hai aa.ina
Mukhtaruddin
Ghazal
kam-zarf bhii hai pii ke bahaktaa bhii bahut hai
bhartaa bhii nahii.n aur chhalaktaa bhii bahut hai
Sajjad Baqar Rizvi
Nazm
shoale
dil me.n kam-zarf ke uThtii hai.n hasad kii lapTe.n
aatish-e-ishq se aashiq kaa jigar jaltaa hai