SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-zarfo.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kam-zarfo.n"
Nazm
tum kis se milne aae ho
apnii anaa kii laash uThaa.e
kam-zarfo.n kii is duniyaa me.n
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Ghazal
varna kaun sune kam-zarfo.n ke ta.ane
majbuurii ke baa.is huu.n lab-basta mai.n
Shamshad shaad
Ghazal
be-adabii kii baat adab se karte hai.n
kam-zarfo.n me.n kis had tak makkaarii hai
Poonam Yadav
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
harfo.n kaa banaa hu.aa
हर्फ़ों का बना हुआحَرْفوں کا بَنا ہُوا
چالاک ، مکّار ، عیّار ؛ باتونی ، باتیں بنانے والا.
MORE MATCHES FOR "kam-zarfo.n"
Ghazal
ye jo kam-zarfo.n ne kohraam machaa rakkhaa hai
ek do din se ziyaada nahii.n chalne vaalaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
jaatii hai chalii jaa.e ye mai-KHaane kii raunaq
kam-zarfo.n ke haatho.n me.n to saaGar na milegaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mufliso.n ko vo banaa detaa hai fayyaaz kabhii
kabhii kam-zarfo.n ko vo laa'l-o-guhar detaa hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
zarf-e-aalii chaahiye sahbaa-parastii ke liye
kar diyaa bad-naam kam-zarfo.n ne maiKHaane kaa naam