SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-zarfo.n"
Ghazal MATCHES FOR "kam-zarfo.n"
Ghazal
varna kaun sune kam-zarfo.n ke ta.ane
majbuurii ke baa.is huu.n lab-basta mai.n
Shamshad shaad
Ghazal
be-adabii kii baat adab se karte hai.n
kam-zarfo.n me.n kis had tak makkaarii hai
Poonam Yadav
Ghazal
buu.nd bhar dard sa.nbhaltaa nahii.n kam-zarfo.n se
rakh ke tuu apnii hathelii pe samundar mat jaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
chhin gayaa kaif bahakte hu.e kam-zarfo.n me.n
mai-kade se bhii gayaa mai.n to pareshaan gayaa
Saba Akbarabadi
Ghazal
ye jo kam-zarfo.n ne kohraam machaa rakkhaa hai
ek do din se ziyaada nahii.n chalne vaalaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
jaatii hai chalii jaa.e ye mai-KHaane kii raunaq
kam-zarfo.n ke haatho.n me.n to saaGar na milegaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mufliso.n ko vo banaa detaa hai fayyaaz kabhii
kabhii kam-zarfo.n ko vo laa'l-o-guhar detaa hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
zarf-e-aalii chaahiye sahbaa-parastii ke liye
kar diyaa bad-naam kam-zarfo.n ne maiKHaane kaa naam
Nasir Ansari
Ghazal
Salik Lakhnavi
Ghazal
Mohammad Shafi Sitapuri
Ghazal
Tabish Raihan
Ghazal
Wasil Usmani
Ghazal
aql kaa zarf judaa hosh kaa paimaana judaa
husn aur ishq kaa dono.n se hai afsaana judaa
Talib Dehlavi
Ghazal
hu.ii kam-zarfii-e-Gam hijr me.n giryaa.n ho kar
ek aa.nsuu ne Duboyaa hame.n tuufaa.n ho kar
Saghar Nizami
Ghazal
rindo.n kaa zarf saaqii tuu dekh aazmaa ke
gar zahar bhii ataa ho pii le.nge muskuraa ke
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
jab yaar ne uThaa kar zulfo.n ke baal baa.ndhe
tab mai.n ne apne dil me.n laakho.n KHayaal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
sham' ko apnii vafaa kaa zarf dikhlaane se hai
ek parvaane ko matlab jal ke mar jaane se hai
Sahar Alig
Ghazal
kam-zarf ehtiyaat kii manzil se aa.e hai.n
ham zindagii ke jaada-e-mushkil se aa.e hai.n
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
kyaa ko.ii kam-zarf hai yaa be-navaa hai aa.ina
pher detaa hai vahii jo dekhtaa hai aa.ina
Mukhtaruddin
Ghazal
saahil kaa zarf hai na samundar kii chiiz hai
dar-asl KHaamushii mire andar kii chiiz hai